Home » Haryanvi Songs » Winter Days Lyrics- Filmy

Winter Days Lyrics- Filmy

Winter Days Lyrics by Filmy is the latest Brand new Haryanvi song sung by Filmy. with also music is given by ​Music Mistree. while Winter Days song lyrics are written by ​Filmy and featuring artists by Filmy & Ishita Malik. this music video is directed by Love Randhawa and music video has been released on the 21 December 2023.

Winter Days Lyrics- Filmy

Winter Days Song Details

📌 Song Title :Winter Days
🎤 Singer (S) :Filmy
✍️ Lyrics (S) :Filmy
🎼 Music (S) :Music Mistree
🎬 Director :Love Randhawa
💃 Featuring:Filmy, Ishita Malik
🏷️ Music Label (©):Bajewala Records Haryanvi
Release Date:21 December 2023

Winter Days Lyrics

Mahina aakhri tha makha saaal ka
Jaada padra tha ra  kamal ka
Uki pyaari si smile na vaa jaal tha bichaya
Chora hogya tha shikar jaal ka

Oh thand padri thi chikmari
Bullet ki kick maari
Dekhn mein aagya
Tane sara kaam taal ka

Ho inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka

Ho inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka

Dhund andha dhund padri thi
Hawa kaana kema badri thi
Tana dekhna bhi chore ka zaruri tha
Zidd pakke aali chadri thi

Tu bhi hogi thi hairaan
Mana neecha dekh ka
Ghani laagri thi pyaari
Aankh meecha dekh ka

Makha tawli aaja
Tana jannat dikha du
Hath kandhe pa tu tek
Mere peecha beth ka

Kuchh ho naa java
Miss ek mang rya tha wish
Din jadya ke bhada do
Iss bari saal ke

Inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka

Inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka

Aa tana leke chalu aise shahar meein
Barf pada jada dophar mein
Aur thandi thandi chalegi hawa bawli
Boot pehrne padege per mein

Makha shahar vo basa hai
Unn badla ke pass
Unn pahada ta judi hai
Niri aashiqua ki aas

Tu bhi odh ka na aaja
Shawl meri favourite
Mein bhi phahr luga sweater
Vo tere aala khas

Kaam kara na kharab
Laaya tere ti gulab
Aaja Kon ke kahvaega
Saari bhul bhal ka

Inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka

Inn winter ke mhinya mein
Tu taap si laga ha
Jee toh kara dhora
Beth jaau khaat ghaal ka.

Written By- Filmy

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Winter Days Music Video