Teri Yaad Lyrics in Hindi- Faheem Abdullah

Teri Yaad Lyrics is the latest Brand new Hindi song sung by Faheem Abdullah. with also music is given by ​Hyder Dar, Zia. while Teri Yaad song lyrics are written by Faheem Abdullah, the song featuring artists by Faheem Abdullah. The music video is directed by Ruman Hamdani. This music video Released under the Universal Music India youtube channel.

Teri Yaad Song Details
📌 Song Title :Teri Yaad
🎤 Singer (S) :Faheem Abdullah
✍️ Lyrics (S) :Faheem Abdullah
🎼 Music (S) :Hyder Dar, Zia
🎬 Director :Ruman Hamdani
💃 Featuring:Faheem Abdullah
🏷️Music Label (©):Universal Music India
Teri Yaad Lyrics in Hindi- Faheem Abdullah

Teri Yaad Lyrics In Hindi

है ये किस्मत का फ़ैसला
जो हुआ तू है मुझसे जुदा
है ये ज़िंदगी बेवफ़ा
जो लिया मुझसे मेरा जहाँ

थी तू ज़िंदगी मेरी
हाँ अब तो मौत भी ख़फ़ा

ग़म करता है आँखें
नम मेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़म
तेरी ही आँखों में

मेरी निगाहों से मिला निगाहें
फिर रख जा वो ग़म
मेरी ही आँखों में
देखूं तुझको ही नीले ख़्वाबों में

तेरी याद जब आती है
उन यादों में तू चली आती है
मेरे ख़यालों में मुझे ले जाती है
उन राहों पे ग़म

करता है आँखें नम मेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़म
तेरी ही आँखों में
मेरी निगाहों से
मिला निगाहें फिर रख जा वो ग़म

READ Also  Matt Jaao Lyrics- Mohammad Faiz

मेरी ही आँखों में
देखूं तुझको ही नीले ख़्वाबों में

मेरी साँस थम जाती है
ये धड़कनें बढ़ जाती हैं
तुझे ही चाहती हैं
इन बाहों में
ना आएगी भले बुलाऊँ मैं

तू तो है उस ख़ुशबू में
उस जन्नत में
उस राहत में
मेरी चाहत में
मेरी मन्नत में

ग़म करता है आँखें नम मेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़म
तेरी ही आँखों में
मेरी निगाहों से
मिला निगाहें फिर रख जा वो ग़म

मेरी ही आँखों में
देखूं तुझको ही नीले ख़्वाबों में।

Teri Yaad Lyrics In English

Hai yeh qismat ka faisla
Joh huwa tu hai mujhse juda
Hai yeh zindagi bewafa
Joh liya mujhse mera jahaan

Thi tu zindagi meri
Haan ab toh maut bhi khafa

Gham karta hai aankhein
Nam mere sanam
Le jaa tu tere gham
Teri he aankhon mein

Meri nigahon se mila nigahein
Phir rakh jaa woh gham
Meri he aankhon mein
Dekhun tujko hi neele khawaabon mein

READ Also  Saawariya Lyrics in Hindi- Iqlipse Nova | Bandana Datta

Teri yaad jab aati hai
Unn yaadon mein tu chali aati hai
Mere khayalon mein mujhe le jaati hai
Unn rahon pe gham

Karta hai aankhein nam mere sanam
Le jaa tu tere gham
Teri he aankhon mein
Meri nigahon se
Mila nigahein phir rakh jaa woh gham

Meri he aankhon mein
Dekhun tujko he neele khawaabon mein

Meri saans tham jaati hai
Yeh dhadkane badd jaati hai
Tujhe he chahati hai
Inn bahon mein
Na aayegi balay bulau main

Tu toh hai uss khusboo mein
Uss jannat mein
Uss rahat mein
Meri chahat mein
Meri mannat mein

Gham karta hai aankhein nam mere sanam
Le jaa tu tere gham
Teri he aankhon mein
Meri nigahon se
Mila nigahein phir rakh jaa woh gham

Meri he aankhon mein
Dekhun tujko he neele khawaabon mein.

Written By- Faheem Abdullah

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Teri Yaad Music Video

LyricsZones FAQs…..
Who is the singer of “Teri Yaad” song?

Faheem Abdullah have sung the song “Teri Yaad”.

Who is gave the music of “Teri Yaad” song?

Hyder Dar, Zia is gave the music of “Teri Yaad” song.

Who wrote the lyrics of “Teri Yaad” song?

Faheem Abdullah have written the lyrics of “Teri Yaad”.

Who directed “Teri Yaad ” music video?

Ruman Hamdani has directed the music video of “Teri Yaad”.

Who has featured in the “Teri Yaad” music video?

The music video of “Teri Yaad” features Faheem Abdullah.

You may also like...