Sun Bhi Le Lyrics- Vishal Mishra | Arijit Singh | Ittu Si Baat

Sun Bhi Le Lyrics by Vishal Mishra, Arijit Singh from the ‘Ittu Si Baat‘ Album: is the latest Hindi Song With Music also Given by Vishal Mishra. While Sun Bhi Le Song Lyrics Are Written by Raj Shekhar and video is released by Saregama Music YouTube Channel.

Sun Bhi Le Lyrics- Vishal Mishra |  Arijit Singh | Ittu Si Baat

Sun Bhi Le Song Details

📌 Song Title :Sun Bhi Le
🎞️ Album/Movie :Ittu Si Baat
🎤 Singer (S):Vishal Mishra, Arijit Singh
✍️ Lyrics (S) : Raj Shekhar
🎼 Music (S):Vishal Mishra
🏷️ Music Label (©):Saregama Music

Sun Bhi Le Lyrics

Galeeyon Galeeyon Charcha Hai
Tu Jaadu Tona Karke
Chukar Tu Maati Peetal Haan
Chandi Sona Kar De

Galeeyon Galeeyon Charcha Hai
Tu Jadu Tona Karke
Chukar Tu Maati Peetal Haan
Chandi Sona Kar De

Kyaa kaise aur kaab kehna hai
Salon se taiyari ki
Khud tarikhen tay ki sari
Khud tarikhen taali bhi

Jaanti hai na tere saamne
Bilkul tham saa jata hun
Hosh sambhala jabse
Tujhpe hosh gawaye jata hun

Meri chuppi mein se
Meri baten chun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le

Meri chuppi mein se
Meri baten chun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le

Copy ke pichle paanne pae
Naazmen tujhpe likhta hun
Tujhko kya hi de paunga
Khud hi man man padta hun

Sach hai dost purani hai
Par pyaar bhi ye jhutha toh nahi
Ye keh doon toh rahe na ye bhi
Bas is se mein daarta hun

Is har na se haatke
Is har na se haatke
Ek shayed bun bhi le

Meri chuppi mein se
Meri baten chun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le

Meri chuppi mein se
Meri baten chun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le
Mein chup bhi rahun
Tu sun bhi le

Written By- Raj Shekhar

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Sun Bhi Le Music Video

Scroll to Top