Home » Hindi Songs » Ram Lala Lyrics

Ram Lala Lyrics- Vishal Mishra

Ram Lala Lyrics by Vishal Mishra is the latest Brand new Hindi song sung by Vishal Mishra. with also music is given by ​Vishal Mishra. while Ram Lala song lyrics are written by ​Manoj Muntashir. this music video is directed by Lovesh Nagar and music video has been released on the 18th January 2024.

Ram Lala Lyrics- Vishal Mishra

Ram Lala Song Details

📌 Song Title :Ram Lala
🎤 Singer (S) :Vishal Mishra
✍️ Lyrics (S) :Manoj Muntashir
🎼 Music (S) :Vishal Mishra
🎬 Director :Lovesh Nagar
🏷️ Music Label (©):T-Series
Release Date:18th January 2024

Ram Lala Lyrics

Tulsi ne jhoom ke gaayi
Koi mast magan chaupayi
Paagal hain khushi se naina
Ghar aaye mere raghurai

Ho ram chandra jahaan thumak chale
Harshit hai woh anganayi
Kya sunna hai kya kehna
Ghar aaye raghurai

Ab aathon pehar tere
Mandir mein guzara hai

Nagri hai ayodhya ki
Saryu ka kinara hai
Mere ram lala har din
Tera hi nazara hai

Nagri hai ayodhya ki
Saryu ka kinara hai
Mere ram lala har din
Tera hi nazara hai

Sukhi nadi mein jaise
Machhli bahe
Naath bin tere hum aise
Jeete rahe

Ho aaj baawra toh hona
Banta hai prabhu
Bann gaye hain phool sare
Dard joh sahe

Teri khadaun sheesh pe leke
Jogi bane naache hum tu joh kahe
Tu jitna bharat ka tha
Utna hi humara hai

Nagri hai ayodhya ki
Saryu ka kinara hai
Mere ram lala har din
Tera hi nazara hai

Nagri hai ayodhya ki
Saryu ka kinara hai
Mere ram lala har din
Tera hi nazara hai

Kann kann aaj hua kausalya
Dashrath huein hai panaghat pokhar
Woh din aaya jiska rasta
Nainon ne dekha ro ro kar

Saare kone saare kooche
Bhar do deepon se bin poochhe
Apne ram lala aa jaayein
Jaane kaun gali se hokar

Chal praan use de dein
Pranon se joh pyara hai

Nagri hai ayodhya ki
Saryu ka kinara hai
Mere ram lala har din
Tera hi nazara hai

Siyavar ramchandra ki jai
Raja ramchandra ki jai
Siya var ramchandra ki jai
Raja ramchandra ki jai

Siya var ramchandra ki jai
Mere ramchandra ki jai
Raja ramchandra ki jai
Siya var ramchandra ki jai

Siya var ramchandra ki jai
Raja ramchandra ki jai
Siya var ramchandra ki jai
Raja ramchandra ki jai.

Written By- Manoj Muntashir

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Ram Lala Music Video