Pyaar Hota Kayi Baar Hai lyrics- Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai lyrics by Arijit Singh from the movie “Tu Jhoothi Main Makkaar” is the latest brand new Hindi song. with music also given by Pritam. while Pyaar Hota Kayi Baar Hai song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. this music video is directed by Rahul Mody & Luv Ranjan and music video has been released on the 10th February 2023.

Pyaar Hota Kayi Baar Hai lyrics- Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Details

📌 Song Title :Pyaar Hota Kayi Baar Hai
🎞️ Album/Movie :Tu Jhoothi Main Makkaar
🎤 Singer (S):Arijit Singh
✍️ Lyrics (S) :Amitabh Bhattacharya
🎼 Music (S):Pritam
🎬 Director :Rahul Mody & Luv Ranjan
🏷️ Music Label (©):T-Series
Release Date:10th February 2023

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishak mere yaara
Tu kar le dobara
Bass ik baar mein hi
Bhare naa dil bechara

Sang rehne ke sham savere
Kya karne hai waade bathere
Hai zindgani agar chaar din ki
Toh lene hi kyoon saat pehre

Tune jaawani mein seekha
Naa jaane kahan ka saleeka
Joh pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Maar jaunga joh mujhko
Ye naa mili

Agli dafa mohabbat
Hoti hai toh lagta hai
Yeh waali mujhko pehle kyoon naa mili
Woh dil kyaa bhala
Joh tuta naa kabhi

Pehli dafa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuchh mohabbat mein chalta hai toh
Kyoon naa do chaar dil hum bhi todein

Toone jaawani mein seekha
Naa jaane kaha ka saleeka
Joh pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diyaa

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Let’s go, let’s go

Tainu pyaar di lorr ae
Chahida kinna ve
Kadi dass de yaar nu
Inna inna ve

Ae lo ae lo
Tainu pyaar di lor ae
Chahida kinna ve
Twaadi khidmat vich haazir
Ae lo ae lo

Pyaar hota hota hota
Kayi baar hai

Written By- Amitabh Bhattacharya

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Music Video

Scroll to Top