Nabz Mein Tu Hai Lyrics- Shaan | Hargun Kaur

Nabz Mein Tu Hai Lyrics by Shaan, Hargun Kaur is the latest Brand new Hindi song sung by Shaan, Hargun Kaur. with also music is given by Monty Sharma. while Nabz Mein Tu Hai song lyrics are written by Sunil Sirvaiya, the song featuring artists by Adhik Mehta, Tridha Choudhury. The music video is directed by Ashish Panda. This music video Released under the Tips Official youtube channel.

Nabz Mein Tu Hai Lyrics- Shaan | Hargun Kaur

Nabz Mein Tu Hai Song Details

📌 Song Title :Nabz Mein Tu Hai
🎤 Singer (S) :Shaan, Hargun Kaur
✍️ Lyrics (S) :Sunil Sirvaiya
🎼 Music (S) :Monty Sharma
🎬 Director :Ashish Panda
💃 Featuring:Adhik Mehta, Tridha Choudhury
🏷️ Music Label (©):Tips Official

Nabz Mein Tu Hai Lyrics

Nabz mein tu hai labz mein tu hai
Nabz mein tu hai labz mein tu hai
Tu mujh mein behisaab

Tera kasam se kya jawab
Haay tera kasam se kya jawab

Do jannat aankhein hain
Wo mannat baatein hain
Jo dekhe ghayal ho
Deewana pagal ho

Tera kasam se kya jawab
Haay tera kasam se kya jawab

Aisi kashish hai aankhon mein
Farishte bhi aayein baaton mein
Meri toh phir bisaat hi kya
Tere aage kya hai dua

Teri ratt lagi hai sar pe chadhi
Tere ishq ki ye kaarigari
Na soye chain na jaage chain
Mujhe aisa ye kya hua

Nabz mein tu hai labz mein tu hai
Tu mujh mein behisaab

Do jannat aankhein hain
Wo mannat baatein hain
Jo dekhe ghayal ho
Deewana pagal ho

Tera kasam se kya jawab
Haay tera kasam se kya jawab

Tere bin kaise jiye sajna re sajna re
Tere bin kaise jiye sajna re sajna re
Tere bin kaise jiye sajna re sajna re
Tere bin kaise jiye sajna re sajna re

Written By- Sunil Sirvaiya

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Nabz Mein Tu Hai Music Video