Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics by Jubin Nautiyal, Asees Kaur, Mithoon & Keshav Anand from the ‘Khuda Haafiz: Chapter II – Agni Pariksha‘ Album: is Latest Hindi Song With Music is Also Given by Mithoon. While Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Lyrics are Written by Mithoon, Faruk Kabir and video has been released by Zee Music Company YouTube Channel.
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Details
📌 Song Title : | Chaiyaan Mein Saiyaan Ki |
🎞️ Album/Movie : | Khuda Haafiz: Chapter II – Agni Pariksha |
🎤 Singer (S): | Jubin Nautiyal, Asees Kaur, Mithoon & Keshav Anand |
✍️ Lyrics (S) : | Mithoon, Faruk Kabir |
🎼 Music (S): | Mithoon |
🏷️ Music Label (©): | Zee Music Company |
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics
Pee mohe dhun tune
Aisi lagayi
Mann mein kahin
tori preet jagayi
Ankhiyan ve ankhiyan
Nu kol bulave
Aayi main tore paas
Main aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Mohe yun hi tu rakhna ji
Mohe yun hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana
Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke iss noor ko
Rabb ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko
Ankhiyan ve
Ankhiyan nu kol bulave
Aayi tuh more pas ve aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Sajni yun hi tu rehna ji
Sajni yun hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Deen ilahi mera maan hai maahi
Main toh sajda karun unko
Harz ruwayi meri farz dawayi meri
Ishq hua mujhko sajan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Mohe yun hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Mohe yun hi tuh rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Saiyaan ji.
Written By- Mithoon, Faruk Kabir
If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Music Video