Boyfriend Reprise lyrics- Dino James

Boyfriend Reprise lyrics by Dino James is the latest brand new Hindi Song. with also music is given by Bluish Music. while Boyfriend Reprise song lyrics are written by Dino James. this music video is directed by Himanshu Nisha Tyagi and music video has been released on the 23 May 2023.

Boyfriend Reprise lyrics- Dino James

Boyfriend Reprise Song Details

📌 Song Title :Boyfriend Reprise
🎤 Singer (S):Dino James
✍️ Lyrics (S) :Dino James
🎼 Music (S):Bluish Music
🎬 Director :imanshu Nisha Tyagi
🏷️ Music Label (©):Dino James
Release Date:23 May 2023

Boyfriend Reprise Lyrics

Saari raatein saare din yeh
Bass dikhte prashna chinha ye
Ki wafa ya daga kya irada hain
Mujhe kaate aur kharoche
Mann cheekhe mujhko noche
Bardasht se meri thoda zyada hain

Tujhe rakh lun kaash main
Yoon saaja ke kaanch mein
Tujhe dekhe naa koyi teesra
Tu dua ya bad-dua
Sab hai roshan ya dhuan
Kahin kar de na mujhe sarfira

Tujhe rakhna main chahun
Duniya se mehfooz kyoon
Bann gaya hun main
Sehma sa jasoos kyoon n
Khud ke lagaye is aag se
Mujhe tu bacha le

Gadhta hun kaisi bhi
Ajeeb si story main
Karne laga hun khud se hi muhzori main
Chain aur sukoon main
Karta hun tere hawale

You’re my love
You’re my love
You’re my love

You’re my love
You’re my love
You’re my love

Ehsason ke sehme saaye
Mujhe pal pal bargalaye
Ye kusoor hai tera
Ya hai mera veham

Phir khud se gidgidaun
Bewajah main chidchidaun
Darkhast hai tujhse
Thodi kar toh reham

Mere andar jhaank ke
Tu bataa de aank ke
Kya tu mujhmein hai bhari ya khala
Taaki hans lun paas lun
Tujhe kas lun saans lun
Ya kar lun main khudi ko tabaah

Tujhe rakhna main chahun
Duniya se mehfooz kyoon
Bann gaya hun main
Sehma saa jasoos kyoon
Khud ke lagaye is aag se
Mujhe tu bacha le

Gadhta hun kaisi bhi
Ajeeb si story main
Karne laga hun khud se hi muhzori main
Chain aur sukoon main
Karta hun tee hawale

You’re my love
You’re my love
You’re my love

You’re my love
You’re my love
You’re my love.

Written By- Dino James

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Boyfriend Reprise Music Video

Scroll to Top