Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics in Hindi- Danish Alfaaz

Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics in Hindi & English is the latest Brand new Hindi song sung by Danish Alfaaz. with also music is given by ​Bigg Sandhu. while Main Tere Ishq Mein 2.0 song lyrics are written by Danish Alfaaz, the song featuring artists by Danish Alfaaz, Bohemia & Isha Malviya. The music video is directed by Akshay K Agarwal. This music video Released under the Danish Alfaaz 2.0 youtube channel.

Main Tere Ishq Mein 2.0 Song Details
📌 Song Title :Main Tere Ishq Mein 2.0
Rapper :Bohemia
🎤 Singer (S) :Danish Alfaaz
✍️ Lyrics (S) :Danish Alfaaz
🎼 Music (S) :Bigg Sandhu
🎬 Director :Akshay K Agarwal
💃 Featuring:Danish Alfaaz, Bohemia & Isha Malviya
🏷️Music Label (©):Danish Alfaaz 2.0
Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics in Hindi- Danish Alfaaz

Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics In Hindi

मैं तेरे इश्क़ में, मर ना जाऊँ कहीं
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़ में, मर ना जाऊँ कहीं
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़ में, मैं तेरे इश्क़ में

मैं समंदर हूँ बहता जाऊँगा
हुस्न पे तेरे लहरों सा
डूब जाओगे, बच ना पाओगे
इश्क़ है मेरा नहरों सा

लेट्स गो…
अहाँ…
डैनिश अल्फ़ाज़…
वन मोर टाइम!

मैं समंदर हूँ बहता जाऊँगा
हुस्न पे तेरे लहरों सा
डूब जाओगे, बच ना पाओगे
इश्क़ है मेरा नहरों सा

आँखें हैं मेरी दरिया दरिया
रातें हैं मेरी दरिया दरिया
इनसे बचने का ज़रिया ज़रिया
ना कोई है ना कोई

है ज़हर तू अगर
पी मैं जाऊँ तुझे
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़ में

अहाँ…
राजा… बोहेमिया

शौक़ से मेरा इम्तिहान ले
तेरे क़दमों में रख दी है जान ले
मैं अभी भी तेरे इंतज़ार में
कोई वादा ही कर दे तू प्यार में… मैं

बेईमान सारे दिलदार मैं… मैं
कांड करे तू ले लूँ इल्ज़ाम मैं… मैं
(मैं तेरे इश्क़ में)
सो डोंट टेस्ट मी, तेरे लिए कहीं हो जाऊँ ना
क़ुर्बान मैं… मैं

करूँ तुझे क़ुबूल मैं
तोड़ूँ तेरे लिए रूल मैं… मैं
तोड़ूँ मैं रेड रोज़ मैं
कभी-कभी नीरोज़ मैं
तूने ही लूटा होश मैं, तेरे लिए ही जोश में
तेरे लिए करूँ सेलिब्रेट, शैम्पेन टॉस मैं

READ Also  Dil Jaanta Hai Lyrics- Kumar Sanu

भुला दे या फिर गले से लगा ले मुझे
या फिर छोड़ दे कर ऊपर वाले के हवाले मुझे
रहा मेरा वादा, तुझे मुझसा ना कोई मिलेगा
पर फिर भी कोई शक़ तो फिर आके आज़मा ले मुझे

मैं तेरे इश्क़ में, मर ना जाऊँ कहीं
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़ में, मर ना जाऊँ कहीं
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़…

ख़ुद से वाक़िफ़ करा ज़रा
वापिस मेरे होश ला ज़रा
जादू कैसा तुझमें है भरा… ऐ अप्सरा
सारे जादू ये तोड़ दे
टूटी चीज़ों को जोड़ दे
मेरी आँखों पे ग़ौर दे… ऐ अप्सरा

तू सवाब का दरिया दरिया
हर जवाब का दरिया दरिया
तू ही मेरा नज़रिया ज़रिया
हाँ तू ही है, हाँ तू ही

है क़हर तू अगर क़ाबू कर लूँ तुझे
तू मुझे आज़माने की कोशिश ना कर
मैं तेरे इश्क़ में
मैं तेरे इश्क़ में।

Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics In English

Main tere ishq mein, marr na jaun kahin
Tu mujhe aazmaney ki koshish na kar
Main tere ishq mein, marr na jaun kahin
Tu mujhe aazmaney ki koshish na kar
Main tere ishq mein, main tere Ishq mein

Main samandar hun behta jaunga
Husn pe tere lehron sa
Doob jaungey bach na paogey
Ishq hai mera Nehron sa

Let’s Go….
Ahaaan…
Danish Alfaaz…
One more time!

Mai samandar hun behta jaunga
Husn pe tere lehron sa
Doob jaungey bach na paogey
Ishq hai mera nehron sa

Aankhein hain meri dariya dariya
Raatein hain meri dariya dariya
Inse bachne ka zariya zariya
Na koi hai na koi

Hai zeher tu agar
Pee main jaaun tujhe
Tu mujhe aazmaane ki koshish na kar
Main tere ishq mein

READ Also  Teri Yaadon Ki Chadar Odhe Lyrics in Hindi- Shobi Sarwan

Ahaaa..
Raja… Bohemia

Shounk se mera imtehan le
Tere kadmo mein rakh di hai..Jaan le
Main abhi bhi tere intezaar mein
Koi waada hi karde tu pyaar mein.. main

Beyimaan saare dildar mai.. main
Kaand kare tu lelu Ilzaam main.. main
(Mai tere ishq mein)
So don’t test me tere liye kahin ho jaun na
Kurbaan main.. main

Karun tujhe qubool mai
Todun tere liye rule mai.. mai
Todun mai red rose mai..
kabhi kabhi ni rose mai
Tune hi loota hosh mai tere liye hi josh mein
tere liye karun celebrate champagne toss mai

Bhula de ya phir gale se laga le mujhe
Ya phir chhod de kar upar waale ke hawale mujhe
Raha mera waada tujhe mujhsa na koi milega
Par phir bhi koi shak to phir aake aazmale mujhe

Main tere ishq mein, marr na jaun kahin
Tu mujhe aazmaney ki koshish na kar
Main tere ishq mein, marr na jaun kahin
Tu mujhe aazmaney ki koshish na kar
Main tere ishq…

Khudse Waqif kara zara
Wapis mere hosh la zara
Jadu kaisa tujhme hai bhara… ae apsara
Saare jaadu ye tod de
Tuti chizo ko jod de
Meri ankho pe gour de… ae apsara

Tu sawaab ka dariya dariya
Har jawab ka dariya dariya
Tuhi mera nazariya zariya
Haan tuhi hai han tuhi

Hai keher tu agar kaabu karlun tujhe
Tu mejhe azmane ki koshish na kar
Main tere ishq mein
Main tere Ishq mein.

Written By- Danish Alfaaz

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Main Tere Ishq Mein 2.0 Music Video

Main Tere Ishq Mein 2.0 Song FAQs…..
Who is the singer of “Main Tere Ishq Mein 2.0” song?

Danish Alfaaz have sung the song “Main Tere Ishq Mein 2.0”.

Who is gave the music of “Main Tere Ishq Mein 2.0” song?

Bigg Sandhu is gave the music of “Main Tere Ishq Mein 2.0” song.

Who wrote the lyrics of “Main Tere Ishq Mein 2.0” song?

Danish Alfaaz have written the lyrics of “Main Tere Ishq Mein 2.0”.

Who directed “Main Tere Ishq Mein 2.0 ” music video?

Akshay K Agarwal has directed the music video of “Main Tere Ishq Mein 2.0”.

Who has featured in the “Main Tere Ishq Mein 2.0” music video?

The music video of “Main Tere Ishq Mein 2.0” features Danish Alfaaz, Bohemia & Isha Malviya.

You may also like...