Yahin Guzaar Doon Lyrics in Hindi- Amaal Mallik | Shreya Ghoshal
Yahin Guzaar Doon Lyrics in Hindi & English is the latest Brand new Hindi song sung by Amaal Mallik, Shreya Ghoshal. with also music is given by Amaal Mallik. while Yahin Guzaar Doon song lyrics are written by Kunaal Vermaa, the song featuring artists by Amaal Mallik, Farrhana Bhatt. The music video is directed by Krish Trivedi. This music video Released under the Amaal Mallik youtube channel.
Yahin Guzaar Doon Song Details
| 📌 Song Title : | Yahin Guzaar Doon |
| 🎤 Singer (S) : | Amaal Mallik, Shreya Ghoshal |
| ✍️ Lyrics (S) : | Kunaal Vermaa |
| 🎼 Music (S) : | Amaal Mallik |
| 🎬 Director : | Krish Trivedi |
| 💃 Featuring: | Amaal Mallik, Farrhana Bhatt |
| 🏷️Music Label (©): | Amaal Mallik |

Yahin Guzaar Doon Lyrics In Hindi
इस दुनिया के अंधेरों में
जब तुम मेरे करीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू लेकर नसीब आया
किया है कितना तूने मेरे लिए मैं
कहे जो तू तो हँस के मर जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
इस दुनिया के अंधेरों में
जब तुम मेरे करीब आया
कुछ भी न था इन लकीरों में
तब तू लेकर नसीब आया
मुझे याद है वो दिन आज भी
मैं चलके तेरे पास आया था
नहीं था कोई जहाँ में मेरा
तूने ही गले लगाया था
हो… मिला जो तुम तो हर खुशी मिल गई है
अब इससे ज़्यादा और क्या माँगूँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
कोई ऐसा पल जिया ही नहीं
जिसमें तेरा नाम न लिया
तेरे हो गए तो हमने सनम
सबसे फ़ासला बना लिया
हाँ… तेरा मेरा सफर कभी न ख़त्म हो
भले ही साँसों से बिछड़ जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
ओ… हो…
- Bijli Bijli Lyrics
- Delhi Se Manali (Ladka Tera Diwana) Lyrics
- Main Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics
- Bheegi Bheegi Lyrics
- Haseena Na Na Na Lyrics
- Kya Bataun Tujhe Lyrics
- Teri Yaad Lyrics
- Koi Sehri Babu 2.0 Lyrics
- Chehra Tera Lyrics
- Teri Yaadon Ki Chadar Odhe Lyrics
- Dil Lagana Mana Tha Lyrics
- Sajni Lyrics
- Kesariya Baalam Lyrics
- Fitratein Lyrics
- Dil Kaat Ke Lyrics
- Sawaal Lyrics
Yahin Guzaar Doon Lyrics In English
Is duniya ke andheron mein
Jab tum mere kareeb aaya
Kuchh bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Kiya hai kitna tune mere liye main
Kahe joh tu toh has ke mar jaaun
Joh haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Is duniya ke andheron mein
Jab tum mere kareeb aaya
Kuchh bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Mujhe yaad hai woh din aaj bhi
Main chalke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahaan mein mera
Tune hi gale lagaya tha
Ho… mila joh tum toh har khushi mil gayi hai
Ab isse zyada aur kya maangun
Joh haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Koi aisa pal jiya hi nahi
Jisme tera naam na liya
Tere ho gaye tu humne sanam
Sabse faasla bana liya
Haan… tera mera safar kabhi na khatam ho
Bhale hi saanson se bichhad jaaun
Joh haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
O… ho…
Written By- Kunaal Vermaa
If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!
Yahin Guzaar Doon Music Video
Yahin Guzaar Doon Song FAQs…..
Amaal Mallik, Shreya Ghoshal have sung the song “Yahin Guzaar Doon”.
Amaal Mallik is gave the music of “Yahin Guzaar Doon” song.
Kunaal Vermaa have written the lyrics of “Yahin Guzaar Doon”.
Krish Trivedi has directed the music video of “Yahin Guzaar Doon”.
The music video of “Yahin Guzaar Doon” features Amaal Mallik, Farrhana Bhatt.
