Aksar Lyrics by Emiway Bantai, The Rish is the latest Brand new Hindi song sung by Emiway Bantai & The Rish. with also music is given by Aakash. while Aksar song lyrics are written by Emiway Bantai & The Rish. this music video is directed by Arun sharma and music video has been released on the 28th January 2024.
Aksar Song Details
📌 Song Title : | Aksar |
🎤 Singer (S) : | Emiway Bantai, The Rish |
✍️ Lyrics (S) : | Emiway Bantai, The Rish |
🎼 Music (S) : | Aakash |
🎬 Director : | Arun sharma |
🏷️ Music Label (©): | Emiway Bantai |
Release Date: | 28th January 2024 |
Aksar Lyrics
Meri aankhon mein joh dard
Main chhupata tune dekha nahin kya?
Umm.. mere kehne pe nishana
Joh lagaya tune laga nahin kya?
Umm.. aankhon pe laga joh pehra
Gunahon mein gira joh gehra
Utra hai utra joh tera yeh chehra
Hota yeh aksar hota yeh aksar
Pataa toh hai na tujhe
Pataa toh hai na?
Hmm.. aankhon mein
Dekhne ki koshish na kar
Dekhne ki koshish na kar
Pal joh mile hain
Woh rahenge na kal
Purane inn yaadon mein
Rehne ki koshish na kar
Rehne ki koshish na kar
Nahi bola kabhi mere liye
Har baar taane tune diye
Lekin maine sеh ke liya
Seh ke liya
Galtiyan toh chhoti-moti hoti rеhti
Tu toh roti rehti har baaton pe
Kaisi hai tu dekh liya (dekh liya)
Tu bass chahti hai
Main jiyun tere vash me
Chhod dun sabhi ko
Na rahun main kis ke touch mein
Touch mein
Jaisi lagi tu hala ‘ki waisi nahi hai
Tu dheere dheere aane laga hai
Mujhe samajh mein
Aksar hi aksar
Ab rukta hun akshar main
Kalam ko pakad ke kass kar
Bhari pad jataa main sab par
Haan halke mein lena mujhe
Ab tu bass kar bass kar
Aankhon mein dekhne ki
Koshish na kar yo
Wapas nahin jeene milenge woh pal haan
Yaadon mein jeene ki koshish na kar
Musafir main kar raha safar
Meri aankhon mein joh dard
Main chhupata toone dekha nahin kya?
Umm.. mere kehne pe nishana
Joh lagaya tune laga nahin kya?
Umm.. aankhon pe laga joh pehra
Umm.. gunahon mein gira joh gehra
Utra hai utra joh tera yeh chehra
Hota yeh aksar hota yeh aksar
Pataa toh hai na tujhe
Pataa toh hai na?
Gehra gunahon mein
Gira joh gehra hey
Aankhon pe laga jo
Pehra haan haan
Hota yeh aksar
Hota yeh aksar.
Written By- Emiway Bantai, The Rish
If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!
Aksar Music Video