Home » Hindi Songs » Aaja Mahi

Aaja Mahi Lyrics- Ahad Khan | Usama Ali

Aaja Mahi Lyrics by Ahad Khan, Usama Ali is the latest Brand new Hindi song sung by Ahad Khan & Usama Ali. with also music is given by ​Raffey Anwar. while Aaja Mahi song lyrics are written by ​Ahad Khan & Usama Ali. this music video is directed by Zeeru and music video has been released on the 19th February 2024.

Aaja Mahi Lyrics- Ahad Khan | Usama Ali

Aaja Mahi Song Details

📌 Song Title :Aaja Mahi
🎤 Singer (S) :Ahad Khan, Usama Ali
✍️ Lyrics (S) :Ahad Khan, Usama Ali
🎼 Music (S) :Raffey Anwar
🎬 Director :Zeeru
🏷️ Music Label (©):Aur
Release Date:19th February 2024

Aaja Mahi Lyrics

Kho jaunga main tum mein
Tum bhi kho jaao naa
Bass jaunga main tum mein
Mera ho jaao naa

Dekho naa aa ke jaana
Kat’ti na raaten jaana
Maana ke mushkil hai par
Bhoolo na waaday jaana

Dil ko samjha ke jaana
Sab kuchh na milta jaana
Na jaane hum kyun bichrhay
Hum mein toh pyar bhi tha na

Marta hoon marta hoon main aajaa
Yaad tujhe karta hoon main aajaa
Tootay hue dil ka main tere
Chhota sa tukda hoon main aajaa

Dil ki baatein hi nahi suni
Ab waadon pay yaqeen nahin
Hamein tu nahin mila kabhi
Hamein sirf tasalli di gayi

Hum se khushiyaan chheen li gayi
Hamein bass udaasi di gayi
Tera intazaar hai sadaa par
Tere aanay ki umeed hi nahin bachi

Aao na dekho tum dobara
Teri yaaden hi bani hain
Jeena ka sahara

Tanha baitha aahain
Bharta hoon main
Tu nahi hai pass toh
Ab khud se larrta hoon main

Darta hoon main
Darta hoon main na ja
Pyaar tujhe karta hoon na ja
khud ko bhi kho dunga main agar

Tujhko bhi kho dunga main na ja
Ek hi bar to gaye the tum
Ek hi bar mar gaye the hum
Ek hi bar mein sab chhin gya

Khushiyan door galay lagay gham
Ek hi bar ajao na ab
Ek hi bar dekho na
Aab tum meri taraf

Ek hi bar mein le jao sab
Toota dil uski yaadein or uski tadap

Gham tum nay dekha kahan hai
khushiyon sa tera jahan hai
Ham nay dekha ye jahan hai
par dekha na tum sa jaana

Dekho na aa k jaanaa
Kat’ti na raaten jaana
Maana ke mushkil hai par
Bhoolo na waaday jaana

Dil ko samjha k jaana
Sab kuchh na milta jaana
Najanay ham kyun bichrhay
Ham mein to pyar b tha na

Aja poori karen
Woh daastaan doori bharen
Woh raasta joh jaata tujhko mananay

Kaisay tum jaa rahay
Ham ro rahay ya gaa
Rahay ye baatein
Teray siwa koi kya janay.

Written By- Ahad Khan, Usama Ali

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Aaja Mahi Music Video