Aashiqon Ki Colony Lyrics- Javed Ali | O’Romeo

Aashiqon Ki Colony Lyrics in Hindi & English from the Movie “O’Romeo” is the latest Brand new Bollywood song sung by Madhubanti Bagchi, Javed Ali. with also music is given by ​Meghdeep Bose. while Aashiqon Ki Colony song lyrics are written by Gulzar, the song featuring artists by Shahid Kapoor, Disha Patani & Tamannaah Bhatia. The music video is directed by Vishal Bhardwaj. This music video Released under the T-Series youtube channel.

Aashiqon Ki Colony Song Details
📌 Song Title :Aashiqon Ki Colony
🎞️ Album/Movie :O’Romeo (Bollywood Movie)
🎤 Singer (S) :Madhubanti Bagchi, Javed Ali
✍️ Lyrics (S) :Gulzar
🎼 Music (S) :Meghdeep Bose
🎬 Director :Vishal Bhardwaj
💃 Featuring:Shahid Kapoor, Disha Patani & Tamannaah Bhatia
🏷️Music Label (©):T-Series
Aashiqon Ki Colony Lyrics- Javed Ali | O'Romeo

Aashiqon Ki Colony Lyrics In Hindi

कहिए क्या पेश करें
दिल और जान हाज़िर
आशिक़ों की मस्ती में
आपका मकान हाज़िर

इश्क़ का इत्र महँगा था
पर ले लिया
शाम-ए-ग़म के लिए
कुछ ज़हर ले लिया

जीने मरने के सामान सारे मिले
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

इश्क़ का इत्र महँगा था
पर ले लिया
शाम-ए-ग़म के लिए
कुछ ज़हर ले लिया

जीने मरने के सामान सारे मिले
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

(ये सुबह लेता क्या?
तेरे लिए तो पूरा पान चबा जाऊँ मेरी जान
नाम बोल)

READ Also  Tum Mere Na Huye Lyrics in Hindi- Sachin-Jigar | Thamma

हो आप जो महके यहाँ
ऐसे दिलशाद हुआ
लैला के आने से आबाद हुआ

तेरा दीदार हुआ
सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था
वक़्त इफ़्तार हुआ

तेरा दीदार हुआ
सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था
वक़्त इफ़्तार हुआ

आप मालिक मौक़ा हो गए
आज से दिल पे हक़ था
वही माँग कर ले लिया
इश्क़ दरिया, आशिक़ है दीवाना
डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया

डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

Aashiqon Ki Colony Lyrics In English

Kahiye kya pesh karein
Dil aur jaan haazir
Aashiqon ki masti mein
Aapka makan haazir

Ishq ka itr mehnga tha
Par le liya
Shaam-e-gham ke liye
Kuchh zehar le liya

Jeene marne ke saamaan saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Ishq ka itr mehnga tha
Par le liya
Shaam-e-gham ke liye
Kuchh zehar le liya

READ Also  Barbaad Lyrics- Jubin Nautiyal | Saiyaara

Jeene marne ke saamaan saare mile
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya

(Yeh subah leta kya?
Tere liye toh poora paan chaba jaaun meri jaan
Naam bol)

Ho aap joh mehke yahaan
Aise dilshaad hua
Laila ke aane se aabaad hua

Tera deedaar hua
Saara din paar hua
Aankhon ka roza tha
Waqt iftaar hua

Tera deedaar hua
Saara din paar hua
Aankhon ka roza tha
Waqt iftaar hua

Aap maalik mauka ho gaye
Aaj se dil pe haq tha
Wahi maang kar le liya
Ishq dariya, aashiq hai deewana
Doob kar le liya, tair kar le liya

Doob kar le liya, tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Doob kar le liya, tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya.

Written By- Gulzar

If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!

Aashiqon Ki Colony Music Video

Aashiqon Ki Colony Song FAQs…..
Who is the singer of “Aashiqon Ki Colony” song?

Madhubanti Bagchi, Javed Ali have sung the song “Aashiqon Ki Colony”.

Who is gave the music of “Aashiqon Ki Colony” song?

Meghdeep Bose is gave the music of “Aashiqon Ki Colony” song.

Who wrote the lyrics of “Aashiqon Ki Colony” song?

Gulzar have written the lyrics of “Aashiqon Ki Colony”.

Who directed “Aashiqon Ki Colony ” music video?

Vishal Bhardwaj has directed the music video of “Aashiqon Ki Colony”.

Who has featured in the “Aashiqon Ki Colony” music video?

The music video of “Aashiqon Ki Colony” features Shahid Kapoor, Disha Patani & Tamannaah Bhatia.

You may also like...